Kabhi socha hai

Kabhi socha hai
Kya hoga jaab janage tere ghar se niklenge
Kya hoga jaab tere apne teri rooh se na mil payenge
Kabhi socha hai uss mehfill me jaane se pehle
Kabhi socha hai tumne ye ghar se niklne se pehle

Tumhari galti us katil ki jeet hogi
Tumhari geet preet sarabjeet mitti me mallit hogi
Tumse khus hone waale maa baap khi dukhi baithe rahenge
Tumhe khidki se dekh muskurane waali ki aankhen aasuon se bhare honge

Apni fikr se pehle unki krte ho na
Toh unke liye unke saath rah lo
Thoda unhe taalash lo jinhe kabhi kehte the tumhare nur hai
Thodi madad un weeron ki krdo jo apno se dur hai

Kuch is mahamari ke halat se krlo sauda
Kuch apne sabr se hi krlo abada
Us sawaal se kitni taqlif hoti hai hame
Jaab apne puchte ghar kaab aaoge
Kaam se kaam mil toh paoge
Kabhi socha hai


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *