maan

JJaha maan nhi thahre kyo
jaha prem nhi jhuke kyo
Jaha nhi do bate sat ki
Vyrth ke vivad kre kyo
chatanko der kar skte ham
Dariya par kar skte ham
Nabh ki uchai kya he sagar ki gahrai kya he.
dilo ki uchai gahrai chhu skte ham.
Aakhir fir ruke kyo
Aakhir fir jhuke kyo.
Nirasha ke andha kar me simat kar chhepe kyo.
Jaha dharm(manav) nhi tute kyo.
Jaha karm nhi mite kyo.jha nhi do bate nyay ki
Mooon ham rhe kyo..>3

Is kavita ki actual compilation date mene kahi nhi limhi he.or mujhe yaad bhi nhi he.Sorry


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *